Pakeeza Rishta
Heart touching Nazm....
Pakeeza
Rishta
Teri Muskurahat teri har ek ada
ka kayal hogaya
Na jaane teri kis baat pe shair
hogaya,
Yuh toh Raabta na tha
Ishq-e-Qalam se
Na jaane kaun si Nigah-e-Katil se
ghayal hogaya,
Sochta hoon nadaan tha ya dil pe dastak di thi tune
Jo Teri shakhsiat ka kayal ho
Kabhi fursat mile toh yunhee guzar jaana un galiyon se
Jahann muddatoan tak kisi ne teri rah dekhi hai,
Ki woh Jharoke aaj bhi takte hai suunii rahaon ko
Jinpe guzar kar kabhi koi unpe muskura diya karta tha,
Woh yaadoan ki
Par ehsaas aaj bhi naya sa hai,
Aur Itna utna jitna bhi tha, Aur Itna utna jitna bhi tha
Par woh ek Rishta Pakeeza sat ha…..

Comments
Post a Comment